⬆⬆ اوپر پیج پر کلک کریں اور لائیک کریں .. اس پوسٹ کو دوستوں کے ساتھ بھی شیئر کریں! 💚 صلی اللہ عليه وسلم 💚 ~ SHAIKH KI KHIDMAT ME HAZIRI KE ADAAB ~ Shaikh ya Peer-o-Murshid ki khidmat me hazir hoker Talib ko Aashiq ki tarah ya toh Peer ke Chehra-e-Anwar par nazar rkhni chahye yaa apne Pairon par Nigah rakh kar khade rahey-, Agar bithey rahe toh Sine par nazar rahke-, Ager Shaikh iski taraf dekhe toh apni nazare niche karle-, Peer ki Ankho se Ankhe na milaye-,Shikh se bajis Dua ke koi sawal na karna chahiye-, Shaikh ke saamne na doudh kar chalna chahiye na bohot ahista-, Shaikh ki khidmat me koi tohfa pesh karna ho toh nihayat adab ke saath pesh kare-, Shaikh ke samne hazir hoker zara-he tazeem apna sarr zameen per iss tarah rakhna chahiye ke Amaama(ya topi) ka pohonch zameen par tik jaye pesahani zameen par na lagey-, Hazrat Shaikh Chiraghuddin Qudassirah ke Huzur me iss tarah kiya jata tha-, Wapsi me shaikh ki taraf Pushth na karni chahiye-, Jiss tarah Dil Shaikh ki taraf mu...
Subhanallah
ReplyDeleteJazakallahu khaira
ReplyDelete